Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics – Pushpa | Nakash Aziz

Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics from Pushpa is the latest Bollywood song sung by Nakash Aziz and faeturing Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Fahaad Faasil, Sunil, Anasuya Bharadwaj.Eyy Bidda Ye Mera Adda song lyics written by Raqueeb Alam and the beautiful music has been given by Devi Sri Prasad.This song published by Aditya Music.

Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics

Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics

Ye mera shahar
Ye meri dagar
Sar pe ye aakash
Mera hai ghar

Haan main hi galat
Haan main hi sahi
Main hi faisla hun
Main hi khata-bahi

Aisa hain kaun yahan
Mujhse jo jeet sake
Hai koi jo to
Wo main hun

Mujhse bada koi hai
Iss jahan mein agar
Wo koi bhi kal
Ka main hun

He moochon pe dhaar rahe
Hath mein kulhaad rahe
Yudh ki pukaar rahe
Karta na samjhauta

Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda

Main nadi mein tujhe phekunga
Main machli pe laotunga
Bharchha phek maarunga
Main jhande sa lahrunga

Tujhe mitti mein bachchu
Mila doon agar
Main keemti khanij banke
Mitti se mil jaunga

Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda

He kaun hai tu
Kaun hai tu
Ek faulad sa main hun
Tap ke talwar ban jaun

He kaun hai tu
Kaun hai tu
Mitti mitti bhi main hun
Mujhe raonda to ent ban jaun

He kaun hai tu
Kaun hai tu
Ek chattan sa main hun
Mujhe tooda to toote hue
Patthar se bhagvan ban jaun

Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Eyy bidda ye mera adda

Eyy Bidda Ye Mera Adda Music Video

Eyy Bidda Ye Mera Adda Song Details

Song: Eyy Bidda Ye Mera Adda
Movie: Pushpa
Singer: Nakash Aziz
Lyrics: Raqueeb Alam
Music: Devi Sri Prasad
Starring: Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Fahaad Faasil, Sunil, Anasuya Bharadwaj
Label: Aditya Music