Tu Saamne Aaye Lyrics – Jubin Nautiyal

Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal, Yohani is the latest Hindi song with music also given by Rocky – Jubin.Tu Saamne Aaye sog lyrics written by Rocky Khanna.

tu-saamne-aaye-lyrics-jubin-nautiyal

Tu Saamne Aaye Song Details

Song: Tu Saamne Aaye
Singer: Jubin Nautiyal, Yohani
Lyrics: Rocky Khanna
Music: Rocky – Jubin

Tu Saamne Aaye Lyrics

Jo milke bichadte
Bichadke ke wo milte kyun
Sansein tham jayein
Jo tu saamne aaye

Main dekhun jidhar bhi
Dekhun main tujhi ko kyun
Khushbu si kyun aaye
Jo tu saamne aaye

Kyun tu mujhme kyun
Hai basta yun tu bata de
Aur kyun teri rooh
Hai rubaru mujhse tu bata de

Ye nainon ke naate
Mil kar ban jate kyun
Junoon jagaye
Jo tu saamne aaye
Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Jo tu saamne aati hai
Bas jati hai kyun meri nazro mein
Thoda tadpati hai
Aur thoda satati raaton mein

Jo tu saamne aati hai
Behlati behkati adaon se
Jo tu saamne aati hai
Ruk jati hai sansein

Kyun tu mujhme kyun
Hai basta yun tu bata de
Aur kyun meri rooh
Hai rubaru tujhse tu bata de

Muskan ye teri aatish ban jaye kyun
Wo aag lagaye jo tu saamne aaye
Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Jo milke bichadte
Bichadke ke wo milte kyun
Sansein tham jayein
Jo tu saamne aaye

Main dekhun jidhar bhi
Dekhun main tujhi ko kyun
Khushb si kyun aaye
Jo tu saamne aaye

Kyun tu mujhme kyun
Hai basta yun tu bata de
Aur kyun teri rooh
Hai rubaru mujhse tu bata de

Ye sath hamara
Kisko samjhaye kyun
Dil doob hi jaye
Jo tu saamne aaye

Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Tu Saamne Aaye Music Video